phook-phook kar har kadam rakhti rahi phir bhi kadam ladkadaaye toh kya karu..............
Mai nahi chahti apni bebasi pe rona,par fir bhi aankh bhar aaye toh kya karu.............
khaamoshi se jeeti rahi tanha raato mein, subah na aaye toh kya karu................
koi dawa nahi mere dard ki, dawa khud dard ban jaaye toh kya karu.......
mere dil ka dard kisne dekha hai, hamein bus khuda ne tadapte dekha hai, hum tanhai mein baith kar rote hai, par logo ne hamein aksar mehfil mein haste dekha hai.........
jisne humko chaha usse hum chaha na sake, jisko chaha usse hum paa na sake, yeh samajh lo dil tootne ka khel hai, kissi ka toda, aur apna bacha na sake.......